Shahid Afridi in interview

Shahid Afridi in interview
Shahid Afridi in interview

Aap ki umer kitni hai?

24 years.

Lekin 5 saal pehle bhi aap ne yahi kaha tha,

Afridi: Mein 10 saal baad bhi yahi kahoon ga,

Kiu ke

"Pathan apni zuban se kabhie nahi mukrta"
  

Jul, 04 2012     217 chars (2 sms)     4001 views       Funny

more Funny SMS Messages

parho ge., likho ge.,
ho ge Kharab...



Chori karo ge., Daka dalo ge.,
Bano ge Nawab...

(ASIF ALI ZARDARI)~~^~~


Tumhara Naam Phool Rakhon To Bikhar Jaogay.

Tumhara Naam DIL Rakhon To Toot Jaogay.

Lo Rakh Diya Tumhara Naam KESC.

Jab Chhor Kar Jaogay, 1 Ghantay Baad Wapas Aajaogay. :-)
Wo mjhe ye kah kr chor gaye !
.
.
.
.
.
.
.*,
.
.
Ok bye.
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 ke pehle?
Samba: 2 k pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata>
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar
Bachelor''s schedule...
Monday ko dosti ; Tues ko pyar ;
Wed ko shaadi ; Thus ko barbadi ;
Fri ko fighting ; Sat ko talaq ;
Sun ko rest, Mon ko phir se talash....
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,
A sardar ji pulled out 6 people from a burning house…
still he was in jail…….why?
coz all the 6 were fire brigade staff !
Santa:Doctor,This Medicine

Is Not Available At Any Medical Store."

Doctor:Oh Sorry,

I Forgot To Write The Medicine.

That Was My Signature.
Manzil ki taraf badhte chalo jo dil kahe vo rah chuno. Piche walo ko age nahi jane do & jo age hai use b age niklo. Tabhi acche DRIVER BANOGE.
Kid: Papa Ek Glass Paani Dena

Papa: Khud Lelo

Kid: Plz Dedo Na

Papa: Agar Ab Tu Ne Maanga Na Tou Thappar Parega

Beta: Acha Jab Thappar Mane Aana Tou Pani Le K Aana... ;->
Jab Se Para Hun Tere Ishq Mein JANU,

Kuch Is Tarhan Se Meri Zindaghi WIRAAN Ho Gayi,

Kal Tak Jo Mera OFFICE Tha GARMENTS Ka,

Aaj Woh
CHADDI-BANYAN
Ki DUKAAN Ho Gayi...!
Pathan ki B-v bhaag gai 3 din baad wapis aaye
Pathan ghusse se bola
''''Ab kya lene aayi ho''''

Pathan ki B-v boli
''''Main apne mobile ka charger bhool gai thi'''';->