''billi dum kuy hilate he..........?
batano na kyun........?
batano na kyun ........?
mein batayo kyun? kyun k!!!!!!!!!! dum bili ko nahi hila sakhti''
Sardar dukhi tha, Kis Ne Pucha " Kya tention me ho?
Sardar: Yar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.