1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->
1 Pathan Apna
Samaan Bag Me Bhar k
GEO k Office Pohanch
Gaya Aur Poocha:
"Wo Baji Kahan Hy Jo
Khabro''n k Beech Me
Kehti Hy Humare Saath
Rahiye Ga"
Hum Us k Saath
Rehne Aaya Hoon.. ;->