Boy to a Girl : ager main tumhari sirf kiss karu tu tum kia socho gi?
Girl : I will think ek bewakof jo purra USA ghoom sakta tha airport se hi wapis chala gaya
Presure cooker ne karhai se kaha: Itni kali ho koi cream qiun nahi use krti.Karhai: Main jitni b kali qiun na hon mujhe dekh kr seetiyan tu tum he martay ho!!
Girl''s father: Mein nahi chahta ki meri beti apni puri zindagi 1 gadhey k saath guzarey...Boyfriend: Bas,esi liye mein ussey yahan se le janey ayia hon...;-)