Ever wonder why

Ever wonder why
Ever wonder why

the sun LIGHTENS our hair, but DARKENS our skin?

Why is it that to STOP Windows 98, you have to click START?

Why is ''ABBREVIATED'' such a long word? Why is it that doctors call what they do PRACTICE?

Why is the man who invests all your money called BROKER?
  

May, 18 2010     285 chars (2 sms)     3280 views       Funny

more Funny SMS Messages

close ur eyes...

think abt ur self

ur face,

ur style,

ur nature,

ur looks,

now open ur eyes..

u hv jus spent half a minute watching a











horror movie!!!
''Girl to Doctor:

Last time Aap ne Mera Abortion Kiya,
To Aap BLADE Ander Bhool Gaye Thy.

Mere 10 Dost na Mard ho Gaye,

8 k Khoon Nikal Aaya

Aur

19 ki Ungliyan Cut Gaien. :-D''
2 pathan 1 darkht k nichey beth kr baten
kr rhe they k achank drakht se ek aam{mango}
girta hy..
pehla pathan 2srey se ye aam kese gira?
aam khud hath jorr kr answr deta hy
k saalo pak gya hon
mei tum logo ki baten sun kr... ;->
Zardari K Ley Bura Waqt Kab Ho Ga?

"

"

"

"

Simple Jan|X
Jab Qoum K Ley Acha Waqt Ho Ga, , ,=P;->
Taste this SMS
Did u feel da taste of ginger?
No?
Sure?
Well…..
BANDAR KYA JAANE ADRAK KA SWAAD!!
Pathan To Wife: Mera Yaar Aaya hai Chai to Bana Do.

Wife: Main Nahi Bana Rahi.

Pathan: Bana De, Jab Tera Yaar Aayega to Main Bhi Bana Donga. :-)
Lage Raho

.
.
.

Lage Raho

.
.
.

Koi Kuch Nahi Kahe Ga

.
.
.

Aur Kahe Ga Bhi To Konsa Farq Parega

.
.
.

Lage Raho.

.
.
.

BESHARMON Ki Terha SMS RECEIVE Kerne Mein... :P
''Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR.''
Rs. 500 k recharge pe Rs. 5000 ka Talk Time
Aur 11yrs ki validity
Call 1 paisa/min
60000 sms free!


4 details
Plz log on 2


www.inni-vi-lutt-nai-pai.com
Aik Bachey Ne Zardari Se Kha
Janab 14 Mahine Ho Gay Humare
School Main Teacher Nahin Aya.

Zardari To School Kaise Chal Raha Hai,
Bacha Jaise Mulk Chal Raha Hai

Larki Waley : Aap Ka
Beta Kia Kerta Hy ???


Larke Ki Maa





Mera Beta 3 Rs
Mein 500 Sms
Kerta Hy ... ;->


Wife: Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan
kahan se aaya.. ?

Husband: Mai khud heran hon!
Maine tu uss wakt shirt utari hui thi.. :-)