''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
Usse pyar karke meri kismat hi jaag gayi,Usse pyar karke meri kismat hi jaag gayi,Maine itne love letter post kiye k woh "POSTMAN k saath hi bhaag Gayee.