Aik rikshaw ke peche

Aik rikshaw ke peche
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".
  

May, 18 2010     160 chars (1 sms)     2275 views       Funny

more Funny SMS Messages

A : u r Active
B : u r Best
C : u r Cute
D : u r my Dearest
E : u r Excelant
F : u r alwayz First
G : u r Great
Sorry cant lie till Z…


Mere Ishq Ki Bowling Ne Uske
Dil Ki Wicket To Gira Di pappU Lekin,

Meri Taqdeer Ko Dekho!
Uska Baap Umpire Tha...
No ball day di... ;->
Am Going To U.S.A.




Dont Worry The Flight Is After 81 Days...




Surprised?





After 80 Days Is 1st April,U Ar 1st Fool Of 2009
''1 pathan angoor bech raha tha mgr keh raha tha aaloo le lo aaloo.
2sry admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan. Chup ho jao warna makhia aa jayn gi.''
Maa Bache Baich rahen hn Kaisi Tangdasti He

Ata Chawal Mehnge Hen, Insan ki Jan Sasti He

Hakumat Ko Ghurbat Ka Pta nhi

Kitna Afsos Hota he jb Bhook Dasti Hy
What is the meaning of PyaR
think
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.The frnds sitting in BAR n say 2 each other P-YAAR
Ye Keh k Pappu Ko
Chorh Gaya Raja















Ye Keh k Pappu Ko
Chorh Gaya Raja











Double Sawari Band
Hy, Tu Bus Pakar
K aaja ... ;->
Dil Jala Kar Muskurate Hain Wo,

Apni Aadat Se Kahaan Baaz Aatey Hain Wo,

Hum To Poora Din SmS Karte Hain Lekin,

Ginti K ek do SmS Kar K So Jatey Hain Wo ;->
# Pathan: Larki Phansani Aati Hai?
Sardar: Nahi
Pahtan: Bara Aasan Hai, Ek Kaghaz Lo, Uspe Love Letter Likho,
Us Ka Jahaz Banao, Class Main Urra Do.

Teacher Puche To Larki Ka Naam Laga Dena.
Phans Gai Larki.:-P
1 Adm¡ Ne Pathan Se Pocha App Ka Lucky Day Kn Sa Ha . . ?




































Pathan Basant Jub Sare Bache Chaat Pe Hote Hai
Ek Scientific Shair Mulahiza Kijiye




Pankha Chalda Te Hawa Denda Hy



Wah Kia Baat Hai




Pankha Chalda Te Hawa Denda Hy





Nahi Chalda Te Nahi Denda Hy . . . ;->


Saas Bahu Se:Aaj Se Tum Muje MAA Or Saaur Ko PAPA Kehna
Bahu:Samajh Gai
Sham Ko uska Pati Ghar Aya 2 Boli:
Maa! Bhaiyya Ghar Aa gaye hai..