Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Dr 2 Lady: Tou Aap Ko Chlne Me Takleef Hoti Hy
Sans Phool Jati Hy , Acha Ye Btaiye Aap Ki Umr Ktni Hy?
Lady: Is Saal 30 Ki Ho Jaongi
Dr: Mtlb Yaadasht Bhi Khraab Hy ;->