Meri jis se hui shadi wo thi itni saadi,
ghoongat me sharma k boli Bhayya ye kia ho raha hai,
main ne kaha chup Raho Baji hamara tumhara Nikah ho raha hai..:-)
BOY: Apni beti ki shadi mujse kar dain mei apko us k wazan k brabar sona dunga
MEMON: Muje waqt do
BOY: sochne ko?
MEMON: Nahi beti ka wazn barhanay k lyae