Meri Galtion Ko Chuna Kro,

Meri Galtion Ko Chuna Kro,
Meri Galtion Ko Chuna Kro, Meri Larzishon Ko Gina Kro,
Ye Qadam Qadam Ki Hadod Kya?
Mere Sath Sath Chala Kro! Main Khule Mizaj Ka Shaks Hon,
Muj Se Saaf Saaf Bat Kaha Karo, Ye Mehrbani K Jo Lafz Hain,
Inhe Tum Na Muj Se Kha Karo Kahin Tum Na Ho Jao BE Sakon!
Koi Bad Dua Tumhen Kha Na Le! Ye Jo Khoye Khoye Se Log Hain.
Inhe Dehk Kr Na Hansa Kro Ye Dua Hay Rabb-E-Kareem Se,
Teri Tazgi Ko Khizan Na Ho,
Ye Bahar Tum Se Jala Kre,
Sada Muskurate Raha Karo
  

May, 17 2010     463 chars (3 sms)     2591 views       Funny

more Funny SMS Messages


Hont Se Hont Milay Tou Kia Hota Hai.........????































SocHo......????





















Nahi Pata....!!!!
















Uff Kitni Gandi Soch Hai Tumhari
Kuch Nahi Bas Muunh Band Hota Hai......... ;->
*Some funny truth*
* shadi se pehle har aurat apne chehre se aadmi ka bheja kharab karti hai or shadi ke baad apni cooking se aadmi ka hazma.
*aurat apne future ki chinta jab tak karti hai jab tak ki shadi suda nahi hai,jabki aadmi apne future ki chinta shadi ke baad hi karta hai.
*aurat ko mard ke pichhe kabhi nahi bhagna chahiye,
kya pinjra bhi kabhi chuhe ke pichhe bhagta hai.
*hitlar ka kahna tha ki impossible kuch bhi nahi,
par mai kahta hu ki agar apme dum hai to ek hath me do tarbuj pakad ke dikhayiye.
*aurat ko kabu me rakhne ka ek hi tarika hai,
magar afsos ki wo tarika kisi mard ko nahi maloom.
*ramu ki biwi ko machchar aankh band kar ke katate hai kyuki wo bahut hi badsurat hai.
Mehnat Se Aap Sab Kuch
Hasil Ker Sakty Hyn ... !!!


Izzat ,

Shohrat ,

Daulat




Aur Haan ...




Aata
Cheeni Bhi ... =P ;->
Yeh Alif Bay Pay Parh kar A to Z kehte hain,

Hum Inko Pagal,
Yeh hamay MAD kehte hain,

Chalo Ammi ko to Mummy,

Lekin Zinda Baap ko bhi DAD kehte hain.
Ek Pathan Mobile Company Main Job K Liye Gaya:

1st Ques K Answer Pe He Usay Maar K Bhaga Diya Gaya.


Ques: Which Is The Most Popular Network.

.
.
.

Pathan: Al-Quaida. :-)
Bapo Ne Kaha Zong Ka Msg Pakage Krwalo,

Maa Ne Kaha U-F0ne Ka Msg Pakage Krwalo,

Paro Ne Kaha Mobilink Ka Msg Pakage Krwalo,

Aik Waqt Aye Ga Jab Sab Kahain Ge Dev Babo,

Ptcl Ka Msg Pakage Krwalo... ;->
After Putting us in fire of love, you are sweetly sleeping.

nahi samj ai ????

ya lo

aggan la ka sanu ishaq dian te app mithi neind sona w
Jab Tum Makeup Kerti Ho
Bilkul Reema Lagti Ho




Wah Wah




Jab Tum Makeup Kerti Ho
Bilkul Reema Lagti Ho





Jab Makeup Nahi Kerti Ho Tou
Sahfqat Cheema Lagti Ho ...
Ek Mota Admi Bazaar Me Phir Raha Tha,
4 Bachay Us Ka Peecha Kr Rahay Thay,
Admi Ne Ruk Kr Pocha Mera Pecha Kyun Kr Rahay Ho?

Bachay Bolay:Uncle Hum Peecha Nahi Kr Rahay,
Balkay Hum Apki Chaon Me Chal Rahay Hain.


Aapko Moon pe jana ho to aap kiske paas jaoge..?






ISRO..?



NASA..?


No..


Ranbir Kapoor k Paas..
Qki uske-"POCKET mein Rocket " Hai
Bank Main Meyan Biwi Ka Joint Account Tha
Aik Roz Bivi Check Le Kr Ponchi
Aur Boli Mai Dus Hazar Ruppe Niklwana
Chahti Ho Lekn Kayal Rahe Jo
Hisa Mere Meyan Ka Hai
Aus MAI Se Dejye Ga . . . . . :->


Aik marasi ka gadha masjid main ghus gia
Molvi sab ne marasi ki khoob bezti ki
marasi bola:
jan deo
molvi sab Janwar si aa gia

saano kadi vekhya aay.;->