JAha Raha hai Mera SMS , Na jane Kya Gul Khelaye Ga ?
Pyar Se Parha jaye ga ya Bina dekhe Delete Ho jaye ga
ager delte na hoga tu ek reply zaror aye ga
Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....