Aatif Aslam ek concert mei jaate hai. He is gheraod by all his female fans and in the process he looses his gold chain.... toh bataao Aatif ki chain kisne churayee ?
.
.
.
ok chor ka naam thaa I.K. Ehsaas
poocho kaise ??
Aatif khud hee aaj kal keh rahaa hai " CHAIN CHEENA ISHQ KE EHSAAS NE"
(Race film ka superhit gaana)
Yar bohot afsos ha muje tum pe ma tu tum pa itna bharosa krta tha aur tum ne mery aitemaad ko tor dya ha tum ko pata ha k tum ny bohot bara jhout bola hy muj sy. Tum ny kaha tha k ab meri koi lover nai ha tu.. . . . . phr yay kon hai??? (\./) /.”.)”^——;”; \,,/”(gulabo)\ …….//\\ //\\
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch samajh nahin aa raha