Mobiles pe ek pagal virus aya he agar 03343004071 no se koi cal aye to attend nai krna varna insan ban jao ge sialkot mei 2 gadhay insan ban gye hai so becareful
Zindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.
1 pathan ankhay band Kar k shishee k samne betha tha..
1 aadmi ne pocha khan bhai kia karrahe ho..??
Pathan bola yar hum dekhraha hai k hum sota hua kesa lagta hai..