Pathan phone pe wapda waly se: Janaab thori dair k liye light to band kijiye. . . . WAPDA wala:Q sir ? . . . Pathan:Wo yara humara dimagh mein ek naya Gaali aaya hai wo apko dena hai.
pathan ne Language centre me Admision lia
Or agle din us se kaha gya k koi
Acha sa English sentence sunao
Pathan:josh me bola!
I shall never die B4 my death ;->