lonG naiLs. . .

lonG naiLs. . .
IF U lovE sum1 donT keeP him iN uR hearT!
keeP him oN uR naiLs!
So iF U Fail iN lovE,
don’t breaK uR hearT!
JusT cuT thE naiLs!
......DatS Y girLS keeP lonG naiLs. . .
  

Mar, 19 2011     172 chars (2 sms)     3489 views       Funny

more Funny SMS Messages

Chai ke cup se uthte dhuae me

teri shakal nazar aati hai

tere khayalo me kho kar


.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

aksar meri chai thandi ho jati hai !!!
RealiTy
if u tell a man there r 300 billion stars in d universe, he''ll believe u.Bt if u tell him a park bench has jst been painted, he has 2 touch it 2 b sure.
Pakistan ki awaam ko kitni Khushiyan mili ?

1. Bijli jane k baad Bijli aane ki khushi.

2. Line mein khara ho kar kabhi kabhi Aata milne ki khushi.

3. Sare din k baad raat k 11 baje Gas aane ki khushi.


4. Bazar se shopping kar k Bomb blast se bach kar Zinda ghar wapas aane ki khushi . . . . . <-;
Baap:baita, paper kaisa huwa?
Baita:bus pehla sawal choot gia!
Baap:acha! aur baqi?
Baita:teesra mujhe aata nhe tha!chotha mai karna bhool gia!paanchwa mujhe nazar nhe aya!chatta paper ki pichle taraf tha,mai ne dekha he nhe
Baap ghusy mai bola:aur dosra?
Baita:bs srf wohe galat huwa hai ;->
Chandi ka ghora soney ki
lagam

msg parhne walo ko
mera salam

Pepsi Coke peene walo
kabhi pani piya karo

Free k msg parhne walo
Kabhi msg bhi kya karo.->
APKO GUL AHMAD K KAPRY PASAND HAI KIA?


ACHA


TO


TO


TO


TO


TO


TO


PHIR


GUL AHMAD

KIA PEHNY GA....?
Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"
Sardar ne Bacha aghwa kia or tavaan k lye sticker pe likh k bache pe chipkaya "10 Lakh subah pull k neche pohnchado"
Aur bache ko ghar wapis bhejdia
Dosre din wo pull k neche gya to usy paise milgye or sath sticker pe likha tha
"Maa Qasam paise ka gham nai,Gham to is bat ka hai k SARDAR ne SARDAR ko loota
''Father Watching Fashion TV suddenly son came.

Father: Gharib Larkiyaan Hain Kaprey leny k liye B paisa nahi hy!

Son: Is se b Gharib Aaye to Mujhe B Bula lena. :-)''
Height Of Jhatka

A Boy Aft R Having Gr8 Time
Wid GF He Saw A Guy''s Photo
In Her Bag & Askd-Is He Ur X BF?

GF Kissing Him & Said No Dats Me,

B4 Operation.
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''
Ek admi rozay nhi rakhta tha.
Us k peer ne kaha tum roza rakho main wada kerta hoon roz tumhari ek Duaa qabul hogi.
Us ne roza rakha. Sara din bari mushkil se guzara.
Sham ko roza khol ke peer ke pas chala gaya.
Peer ne kaha mango kya mangte ho?
Woh bola peer sab subah EID kerwa do... =P ;->