Lub khamosh ho jate hai jab tum samne ate ho!
dil dhadkta hai jab nigahein milate ho!
saans ruk jati hai jab muskurate ho!
Heart patient hun
itna kyo darate ho?
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool