Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.
Wish u a very Happy new year Valentine’s day Basant 23rd march 14 august Eid ul fitr Eid ul azha Friendship day Mother, father Dadi, dada Nana, nani Children’s day Happy b’day 365 good mornings After noons, evenings’ & nights
Roz roz ka drama nahi Hota mujh se Ab pura saal mat kehna SMS nahi kia
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,