2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
Teacher: Tumhare Abbu Ka Kya Naam Hai? Pathan: Google Khan Teacher: Yeh Kaisa Naam Hua? Pathan: Hum Jahan B Hota Hai, Wo Humko Dhoond Hi Leta Hai. Like
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''