Sardar Found A Monkey

Sardar Found A Monkey
Sardar Found A Monkey And Took It To Police Station.
Inspector: Isay Zoo Le Jao

Next Day He Sees The Sardar With The Monkey At A Bus Stop
Inspector: Me Ne Kaha Tha Isay Zoo Lejao Phir Tum Isay Sath Leay Q Ghoom Rhy Ho??

Sardar: Kal May Isay Le K Zoo Gya Tha
Bara Maza Aya
Aj Film Dikhany Leja Rha Hon...
  

May, 25 2010     314 chars (2 sms)     4008 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Attendence..

Pappu

Yes Sir

Bablu

Yes Sir

Tinku

Yes Sir

Ullu

??

Ullu

??

Ullu

Button dabana band kar, teri baari hai, attendence lagwa.''
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,

Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa

Ab
VEENA Ki Baari Hai …..!!!
COMING SOON …!!!
Wife Running After A Garbage Truck: Am I Too Late For The Garbage?

Hubby Following Her Yelled: Not Yet.

Jumpppp Innnn Fastttt.
My
eyes:
Miss u

My
feelings:
LOve u

My
mind:
Calls u

My life is U


I''ll die without u
I LOVE U

Aisa Teri wali mujhe bolti hai

Sambhal usko
Mere Dukho''n Ki Dhanak Main Rung Na Bhar

Mohabbat Aur Nafart Ki Jung Na Ker

Khushi Mere Ghum K Sung Na Ker


It Means

Pappu Yaar Tung Na Ker . . . ;->
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha!
chotha mai karna bhool gia!
paanchwa mujhe nazar nhe aya!
chatta paper ki pichle taraf tha,
maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai. . ;->
Sacha waqiya....


ek buzurg kisi kay ghar tashreef lay gaee sara khandan baba jee pas jama thaa ksi nay shan main gustakhi kar di. theek 10 mint bad sara khandan andha ho gaya aur zoor zoor say ronay aur chillany laga, baba jee hamain maaf kar do hum par raham karoo atnay main baba je uthayy aur joti uthai aur sub ko ek ek lagaee aur farmaya...

.

.

.

kambakhto light chali gaee.
Kabhi kehta thaa dost hamara k "JAAN BHI MAANGO TO HAZIR HAI" aaj apni biwi koo jaan kehta hai aur maango to inkaar karta hai.
Aik Admi Ne Apnay Dost Doctor Se Pocha.

''Tum Jis Mareez Ko Bhi Dekhtay Ho
Sub Se Pehlay Ye Hi Pochtay Ho
Ke Raat Ko Tumne Kia Khaya Tha ,
Is Ke Kia Waja Hai?''

Doctor Ne Muskura Ker Jawab Dia,
''Is Say Mareez Ki Mali Hasiat Kay
Baray Ka Pata Chalta Hai.
If time doesn''t wait for you, don''t worry! Just remove the damn battery from the clock and Enjoy life!
Husbnd Make A Call 2 His Wife 4m His Office

BEGUM Muje UmAr Sharif K Drame K 2 Pass Mile Hain,

Begum: (WITH joy) Theek Hai Main Tyar hoNa Start Krti HooN

Husbnd: Haan Jaldi Karo,

Pass Kal K Show K Liye Hain.
1 aisa sawal jo apko aag laga dega.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
AAP HAMARI CARKARDiGI SE KHUSH TO HAIN NA.....??

From
KESC