Funny

Funny
Man to Doctor: I want to live long, tell me any tricks for this
Doctor: Get married
Man: Then can I live long???
Doctor: No, this desire will no longer stay...
  

Sep, 17 2011     165 chars (2 sms)     3815 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aik Admi Ne Apnay Dost Doctor Se Pocha.

''Tum Jis Mareez Ko Bhi Dekhtay Ho
Sub Se Pehlay Ye Hi Pochtay Ho
Ke Raat Ko Tumne Kia Khaya Tha ,
Is Ke Kia Waja Hai?''

Doctor Ne Muskura Ker Jawab Dia,
''Is Say Mareez Ki Mali Hasiat Kay
Baray Ka Pata Chalta Hai.


Jab Question Paper Ho Out of Control.
Answer Sheet Ko Kar K Fold.

Aero-plane Bana K Bol!
All Will Fail!

Student Kya Jaane Result ka Kya Hoga?
Marks Milengi Ya Zero Pe Tie Hoga?

To Girlfriend Ghuma.
Paise Urra...
Paise Urraa K Bol!

Papa All Is Well!
Q:What Are The Two Reasons Why Women Don''t Mind Thier Own Business?

.


.



.


.
Ans
1=>NO MIND
.
.
.
.
.
.
.
2=>No Business..:->
Husband & Wife Men
Jhagra Hua Tou Wife
Ne Apni Maa Ko Fone
Kia:
"MAIN AAP K HAAN AA
RAHI HON, MERA UN SE
JHAGRA HO GAYA"

Maa Ny Kaha:
"USAY APNE KIYE KI
SAZA MILNI CHAHIYE,
TUM WAHIN THEHRO
MAIN TUMHARY HAAN
AA RAHI HOON ..." ;->

Modern Dictionary:

*Muhbt:Jske Dam Se Restaurants Abad Hain.

*Talib-E-Ilm:Mustqbl Ka Be Rozgar Tabqa.

*Parda:Jse Khawaten Khirki Pe Dalti Hain.

*Kitab:Wqt Zaya Krne Ka Zaria.

*Dil:Bgher Operation K B Ksi Ko Dye Jaskte Hain.

*College: Tafre Gah,

*University: Lover Se Milne Ki Jagah... =P ;->
what has teachnolgy done????

ek time tha jab msg kabutar pahuchate the

or ek time aaj hai ki hum msg kabutaro ko pahuchate hai

hhhuuuuurrrrrrrrrr
www . Muft Mashwara . com

Agar Aap Chahte Hain K Aap k ghar Saaf Rahay , Aap K Ghar KHUDA k Farishtay Aye , Aap K Ghar Brkat Ho , To Aap Apne Ghar Se Bahir Raha Karain . :)

New Remix Song. . .


KhalBali Hai KhalBali
Emergency Ki Hai KhalBali

Musharaf ko Chor K Benazir Dubai Chali

Imran ko Hai Chul Bari

Altaf Bhai Ki Tou Nikal Pari

Qazi Ki Hai Sulag pari

Aitezaaz Ki Hai Farmaish Bari

Supreme Court Hai Ziddi Bari

Apne Pakistan Ki ho gayi Khatya Khari

Khalbali Hai Khalbali
Emergency Ki Hai KhalBhali . . . ;
What Do You Call A Beautiful Woman iN West Indies . . . . ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
TOURiST . . . ;->
''bethay thay darya k kinary tujh ko bhulany fraz


..
..
achanak koi begerat peechy sey dhakka dey gya''
Boy- I Love you.
.
.
Girl- I’m engaged with
someone

and i have a boyfriend
& i also have 2 serious afairs.

.
.
Boy(after long thinking)

“DEKH LE KUCH ADJUST HO SAKE TOH”
Pathan office se ghar aa raha tha k Rasty me
kisi ne bataya k
Tumhari biwi kisi ki shadi me dance kar rahi hy.

Pathan ghar aya or darwaze pe danda le k khara ho gya
8 bajy, 10 baje, 11 bajy 12 baje
rat k 3 baj gaye
lekin Biwi nahi aai

4 bajay pathan ko yaad aaya k
mary to abi shaadi hi nahi hui.