MAHA Ko Dieting Ka Shauq Tha
Mama Le Aai SUFI
''''SUFI pe Aitmaad Jo Tha''''
Subha Hui Tou Na SUFI Tha Na MAHA
3Saal Baad MAHA Mili
Saath HABIB Aur SULTAN Bhi Thay
DEkha Sufi Ka Kamal. . . ;-
Phela parrot Rs 5000 ka hay kiyon ke ye computer janta hay, doosra Rs 10000 ka kiyon ke ye computer aur driving dono janta hay Aur ye teesra Rs 700000 ka hay.
Man: Teesra kia karta hay jo itna expensive hay?
Shopkeeper: Mein ne iss ko kutch kartay nahin dekha lekin pehlay do iss ko BOSS kehtay hain.