Chand per ap ka naam likney ko jee chahta hay
Laykin pehli baat tu yeh hay k mera hath nahi jata hay
Aur dosri baat yeh k yeh khayal mughey sirf doophar main he aata hay
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.