"sir! aap mere son ki shadi pe nahi aye,
bari shiddat se aap ka intezaar tha.
shadi bilkul be ronaq rahi aap ke baghair,
ham pe kuch to tars kha ke aa jatay.
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.