patient doctor you

patient doctor you


Patient: Doctor, You
Must Help Me, I Keep
Losing My Temper With
People
Doctor: Tell me About
Your Problem
Patient: I Just Did
You Stupid Bastard ... ;->
  

May, 06 2010     169 chars (2 sms)     2597 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pessenger :

Agr Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?



Phatan :
Agr Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .
;-P
2 Twins Apny Kamry Mai Bethy Thy.

1 Hans Hans k Lot Pot ho Raha tha,

2nd Udaas Kony Mai betha Tha.

Baap: Tum itna Q Hans Rahy Ho?





Beta: Mummy ne Dono bar isi ko Nehla Diya. :-)
Doctor: your husband needs rest and peace. Here are some sleeping pills.

Wife: When must I give them to him?

Doctor: They are for you . . . ;->
CHAND per Apka naam likhnay ko jee chahta hai
.
.
.
,
.
.
Pehli baat to yeh k mera haath nahi pohanchta
.
.
.
.
.
.
Dosri yeh k yeh khayal hamesha dopehar main hi aata hai
Few Sweetest kisses...

loveliest kiss: on cheeks..

Romantic kissL on lips..

Hottest kiss: On ur Vehicals Silencer...

Yakeen nahi to try kar lena....
Jab bhi tumhara msg aata hai
Hamara room room machal jata hai
Aang aang mein gudgudi hota hai
Yeh tumhara sms ka kasoor nahi hai
Yeh toh mobile ki vibration ka kamaal hai


Yeh ladki

Uffff

Ya allah

ItnI sundar

Haye

ItnI smart

Oye hoye

ItnI mast

Haye main mar janwan

ItnI cute

Itni IntellIgent

ItnI lovable

Aur kItnI sweet hai

WARNING: Iss msg ke sabhi shabd farzii hai.
Inka hamari duniya se koi talaq nahi hai.
eslia aisi chizon par dhyan na dein.”
News reporter:
KHAN SAAB ye batain k plateform
par kharay saray pathan kaisay maray?
Pathan: aik elan hua k train plateform per aa rahi hai,
sub ne patri par chalang laga di.
Reporter:Phir aap kaisay buch gaye?
Pathan:main khudkushi k liye patri per leta tha,
ye elan suna to main plateform per ja ker lait gaya:)
Neend aur susti hamare Dushman hain.(Allam Iqbal)

Hamain apny Dushman se bhi pyar kerna chahiye.(Quaid-e-Azam)

Ab batao benda BABA ki Maney ya CHACHA ki...!!!
Son:Papa Mujhe Sher Sunain
Papa:Rasme Ulfat Hai Ijazat Nahi Deti Wrna
Bholen Ge Tumhe U K Sada Yad Kroge
Sön:Ye Shair To Nahi Tha
Papa:Q?
Son:Isme To
''Faraz''
Ka Naam Nahi Aya.
Pakistan ki awaam ko kitni Khushiyan mili ?

1. Bijli jane k baad Bijli aane ki khushi.

2. Line mein khara ho kar kabhi kabhi Aata milne ki khushi.

3. Sare din k baad raat k 11 baje Gas aane ki khushi.


4. Bazar se shopping kar k Bomb blast se bach kar Zinda ghar wapas aane ki khushi . . . . . <-;
Sirf 2 log muqadar walay hotay hain
.
1-woh jinhay sacha pyar milta hai
.
"AUR"
.
2-wo jinka Tarbooz Laal nikalta ha