Man: sir i m married,

Man: sir i m married,
Man: sir i m married, i had 10 childs, plz tell me my favorite stone, favorite star, & favorite number, Astropamist: Oh. No. ab ap ka guzara SABAZ SITARA sey hi ho ga…
  

May, 21 2010     168 chars (2 sms)     2118 views       Funny

more Funny SMS Messages

Agar Aasman tak mera haath jata,
Agar Aasman tak mera haath jata,



To phir mein normal insan na hota, waisey tum kya samjhe they?
Aaj “TOM & JERRY” ki barsi hai
un ki yaad mein
plz ye SMS kam se kum kisi
1 “CARTOON” ko zaroor send karo,
me ne apna farz pura ker dia.
ab aap ki baari
Ek Fauji Ki Mehbooba Nurse Ban Gayi
Tou Fauji Ne Us Ko Khat Likha
''''Darling Mujhe Ye Jaan Kr Bohat Khusi Hui K Tum Nurse Ban Gayi Ho. . . Me Khda Se Dua Krta Hoon K Kisi Haadse Me Zakhmi Ho Ker Tumhare Hospital Pohanch Jaon''''

Kuch Din Baad Mehbooba Ka Khat Aaya
''''Haadsa Tou Nahi Ko Mau''jza Hii Tumhain Mere Paas La Sakta Hai Kyun K Meri Duty METERNITY HOSPITAL Me Hai'''' ;->


GOLDEN WORDS

Jo shaks eid k baad apne dosto
ko treat deta ha,

us ko chand jesi Dhulhan milti hai...

-William Mufta
Young Son: "Is it true, Dad, I heard that in sum parts of Africa a man doesn''t know his wife until he marries her?"
Dad: That happens in every Country, Son :-|
ek sharabi 3rd floor se niche gir gaya

log us k ird gird jama hogae
aur us se pochne lage- kya hua bhai?

wo bola-pata nhi bhai main khud abi niche aya hn...!
RAM -yaar relince k har phone ke piche 3G CDMA kyu likha hota hai?

SHYAM - Oye itna bhi nahi malum 3 Gujrati Chor Dhiru Mukeshbai Anil (ambani).........;->
?<"""?>
?<__?>
Fresh Orange Juice Ka dibba
Bheja Hai
JUST 4 U
Khali Hai..
Paon Maar Kar
“Patakha” Baja Lena
Kisi ko"ISHQ"ki tarap maar deti hai,

Kisi ko"PYAR"ki gehrai maar deti hai,

Jo is se bach jaye, use "Pakistan ki Loadsheding" mar deti hai. . . ;->
A rose Rs.7
A card Rs.25
A Lunch Rs.200
Movie Rs.150
But a Friend like u is "Priceless"
Zyada urho mut
priceless bole to "FOKAT"
Is SMS ko bht

Sumbhal k rakhna

Ye mamoli SMS nahi

Ye kemti SMS hy


Inbox me rakhna


Ye SMS


* (''v'')
(( )) ¥ ¥

2 DIN BAAD ANDDAY DEGA.
In
1 year,
12 months,
48 weeks,
365 days & nights,
8760 hrs,
52560 min,
3153600 sec
sirf Aap ko hi yaad kiya.

Aur sirf 2mins lagay is jhoot ko type karney mein... ;->