1Admi Dosto Ki Mehfil SE Raat Late Ghr Gya
Dosto Ne Pucha K Bivi Ne Kuch Kaha To Nai
Admi Bola Naì Kuch Khas Naì BS YE
2Dant To Mai Wesay ß Niklwane Wala Tha
Eik Dehaati Shehar Gya,
Uss K Peechay Ik Kutta Dor Para
Dehati Nay Pathar Uthna Chaha Magar Pathar Zamin K Sath Jura Huwa Tha,
Dehati Ne Kaha,
Yeh Ajeeb Jagah Hai Yahan Kutton Ko Khula Chor Daitay Hain Or Pathar Ko Baandh Daitay Hain,