tanha dekh k mjhse faraz ne kaha.. apka doston ne apko bhula dya hoga... mene muskra k jawab diya.... wo beawafa nai tharki hain kisi larki ka number hath agaya hoga........
NA jane kesse kesse log pallay par jatay hain zindagi ki dour main me agay barh jatay hain par kuchlog apke jassay b hotay haindo char $m$ ker do pechay par jatay hain.
kash dil ke ye hasrat poori ho gaye
ap miss cal do aur wo recive ho gaye
sub kuch bhula ker hum kerte rahe batain
hosh tab aye jab balance khatam ho gaye