Q: Which is Higher
"A Mountain"
or
"No Mountain" . . . . ????
.
.
.
.
.
.
.
.
A: "No Mountain"
coz "No Mountain" is higher than Mt. Everest . . . . ;->
Pathan Apni Girl Friend K Sath Date Par Gya ;Or Aishta Se Bola " Mre Dil Mei Ek Bat Ha Magar Kehte Howe Ghbrata Hoon ."
Girl : Keh Do
Pathan : I Really ...... I Really Love ...... I Really Love Your Brother ..
Ek Kanjoos Aadmi Subha Utha Tou Usne Dekha k Us Ki B.v Mar Gayi Hai
Wo Bhagta Hua Kitchen Me Gaya Jahan Uski Beti Naashta Bana Rahi Thi
Aadmi Ne Usay Gale Laga Ker Rote Huey Kaha
''''Beti Aaj Ek Aadmi Ka Naashta Kam Banana'''' . . . ;->
Hum chaat par chade patang udane ke bahane, Wo bhi chaat par aayi kapde sukhane ke bahane, Uske mummy ne jo dekha ye hasi najara, Jhadu le aayi wo bandhar bhagane ke bahane..