Ek bhikari ne hotel me phone kiya-
.
1 pizza,1 plate biryani,1 plet rasmlai, bhej do.
.
Hotel- Kiske naam par bheje SIR?
.
.
.
.
Bhikari-Allah ke naam par!!
1 Chota Munna Boht Der Se Ro Raha Tha
Uski Maa Ne Pocha
Melay Bachay Ko Ta Chaiye?
Tofy
Bikit
Chps?
Munna: Nhi Tuch Nhi
Bash Ait Nya Conekshn Taiye,Jong Ka