I''m Sorry Yar,
Aaj Tak Mene Tujhe Avoid Kia,
Kai Bar Tujhse Baat Nai Ki,
Tujhse Hath Nai Milaya,
Sorry Yar Mujhe Pata Nai Tha Ki "AIDS" Chhune Se Nai Phailta.....
Naila nay zazia ko shabana nay shabnam ko rehana nay rukhsana ko alia nay anela ko bushra nay babra ko farah ne farzana ko humera nay hameeda ko akbar nay asghar ko basheer nay babar ko tanveer nay saleem ko imran nay ishaq ko khalil nay rahman ko kashif nay kamran ko liaqat nay lugman ko zeeshan nay zaman ko aur main nay app ko yeh sms ker diya ha!
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga.
Happy Birthday
''Girl to Sheikh: tum mujhay apni Ring de doo
es ko dekh kar main Tumhain yaad karon ge
Sheikh:
Tum ye soch kar yaad kar lena, main ne mangi the us ne nahi di''