Dosti karo TELENOR wali se.pyar kro INSTA wali se.date maro U FONE wali se Aankh larao PAKTEL wali se Gift lo WARID wali se.or SHADI karo BAGAIR MOBILE wali se
Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.