1 Boy:Yar larkion ko “I love you”
kehnay ki sub se achi jaga kon si hai?
2 boy:Mazaar
1Boy:woh kion?
2boy:kion k wahan unke paon mein chappal nahin hoti.
Jageer Daar 1 Sardar Se: Agr Main Subah Apni Car Me Niklun To Shaam Tak Main Apni Aadhi Zameen B Nahi Dekh Sakta..
Sardar: Hamare Pas B Pehle Aisi Hi Car Thi.
2 Larki'n Ful Makeup Kr K Nikli Raste Me Ksi Larke Ne Unko Nahi Dkha ...
1st: Aaj Koi Nhi Dkh Rha? 2nd: Tu Tension Mat Le Koi Dekhe Na Dekhe SHABBIR Tou Dekhe Ga ... =P =D