Ek pathan ne new car li

Ek pathan ne new car li
Ek pathan ne new car li
aur drive pe nekla thora agay gaya to toll plaza aya admi bola han khan g!!!


pathan bola full kar do:-D
  

May, 12 2010     134 chars (1 sms)     2915 views       Funny

more Funny SMS Messages


Teacher: Hume Garibon k
Sath pyar se paish aana chahiye.

Studnt: Acha ab me samjha.

Teacher: kiya?

Studnt: PAPA aksar Nokrani ko galay Q lagatay hen..:->!



Ho Gaii Teri Shakal Kaali





Ho Chuki Aliya Ki
Bahaali






O Mardood Zardari






Ab Tou Khol De Bike Ki
Double Sawari
Sardar:Kal raat mujhe ek admi ne chaaku dikha kar loot liya.

Dost:Par yaar tere pas to hamesha Pistol hota hai?

Sardar:Wo maine chupa di thi warna wo bhi loot leta.
Ek Beggar Ne Darwazay Per Dastak Di,
Admi Ne Andr Se Poch Kon?

Faqeer:Allah Ka Mehman.
Ye Sun Kr Wo Admi Faqeer Ka Hath Pakr Kr Masjid Le Gya,
Or Bola Apko Galti Hui Hai.
ALLAH Ka Ghar Ye Hai. . . .
Naya Daur ...

Boy: Main Tumhare Liye Aasman Se
Chaand Taarey Tod K La Sakta Hoon !!!

Girl : Is ki Zarurat nahi, Ab Tou Aata , Ghee , Chawal
Aur Generator Se Kaam Chalega ... ;->
Ek Pathan Apnay Betay K Sath Lakriyan Kaatnay

Jangal Gaya. Wapsi Mein Rasta Bhool Gaya.

Pathan Ghussay Se Apne Betay Ko Maarnay Laga

Aur Bola: Kambakht Main To Rasta Bhool Gaya Hun,
Tu To Ghar Ja.
Kehdo un parhne walon se,
Kabhi hum bhi parha kertay thay,
Jitna syllabus parh k wo top kertay hain,
Utna to hum choice per chor dia kertay thay,
Ye Keh k Pappu Ko
Chorh Gaya Raja















Ye Keh k Pappu Ko
Chorh Gaya Raja











Double Sawari Band
Hy, Tu Bus Pakar
K aaja ... ;->
''Maa ne kaha HAVELI chhor do,

Paro ne kaha DAARO chhor do,

Andhay ne kaha mujhe SARAK k us PAAR chhor do.

Ek din aayega, Jab GirlFriend ke bachey kahengey:
Mamu Zara School Chhor do.''

Q: Wo kon sa department hy Jis
ma Orat kam nhi kr skti,



Batao


Chalo Mein btata hun.

Ans.
FIRE BRIGADE,

Q K Orat ka kam aag bujhana nhi,

Aag lagana hy
Latest Bathroom Songs . . .

Loose Motion
Ruk Ruk Arey Baba Ruk

Qubz Main
1 Baar Aaja Aaja Aaja Aaja

Gas Trouble
Hawa Hawa Ae Haa Khushboo Luta De . . . ;-
1 Murghi ne apne malik ko khush karne k lea sawa kilo ka 1 anda dia

malik bohat khush hua aur murghi ko shabash di

murghi ko shabash to mil gae magar
Pichware ka dard sari umar na gea

Moral:
ziada efficiency dikhane se apni he watt lagti hai malik ke nahi