yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
Ek shaks naya doctor banta hai.,doctor banne k baad us ne pehla opertation kiya...
operatiön theater se nikal kar kehta hai..
"ya allah mera pehla gift kabool karna..