kya app kanjoosi

kya app kanjoosi
kya app kanjoosi aur Advertisement kee height ko milla saktey hein?

Naheen! hmmmmm

Meinein millaya hai!

Kaisay?

Mein apney saare SMS iss site per beijhta hoon aur apney doston sey kehta hoon k yeh site open karo.

Kyun! meinein kar dikhaya na
  

May, 18 2010     257 chars (2 sms)     3044 views       Funny

more Funny SMS Messages

Doghly
Gaddar
Chhichhore
Meesny
Ghunne
Dhokabaz
Matlabi
Moqa parast
Tota Chasham
Ary Ary aap naraz mat ho,aisa meri parosan apne miyan ko khehti hay
Wese to ap k saray he kam oltay hotay hain,

bas aik mobile he hai jo ap sedha pakartay hain.

Aj zara is mobile ko b olta pakrain aur ye parhain

6u!l!ws d33>l
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
Agar app kaheen baithey hoon aur 5 ghantey ghuzarney k bawajood light na jaye to app k zehan mein aaney wali pehli baat kya ho ghee?





"Aeho k mein Pakistan wich nayeen"
X Kuze Me

Apne Haath Uppar Utao
Ab Dono Haath Jor Lo



Ok


Ab Apni Aankhain Band Karo

Aur

Sachey Dil Se Dua Karo

K ?



K ?


K ?


"Ya ALLAH Humari Light Aa Jaye ..." ;->



Signs of a suicide bomber given by Police

1) they Look healthy due to packings inside

2)wearing new unwashed clothes

3) new haircut n face shave

4) they do not speak or engage in talk

5) Recite something in their mouth

Keep an eye on your surroundings and when you see someone like mentiond above

Tey tusi v kalma par lena tawada v time agya g .... =P ;)
In Pakistan Survey Report to me

How many girls want to meet HamY

Survey Results

YES: 9%
NO: 0%

91%: Sapne na dikhao hamari aisi kismat kahan
BOY:
Ae Bewafa Tu Ne Dil Jala Dala
Dil Jal K Raakh Hogaya


GIRL:
Teri Ye QUrbaani Bekaar Nahi Jayegi
"RAAKH"
Idhar Bhej De "Bartan'' Dhoney K Kaam Aayegi . . .
''Sms karne me kitna maza ata hai,

Lekin dil ghabrata hai

Kyon k balance jata hai

Lekin asal maza to tab ata hai,

Jab kanjoos logon se

Sms ka jawab ata hai...!''
Ek Chota Bacha Bohat Dair Se Ro Raha Tha.
Uski Maa Ne Pocha
Mele Laal Ko Ka Chahiye?
Tofee
Bishkit
Ya
Doodh..?

Bacha:
Bash Ek Nai GIRLFLEND
Khubsurat Shi :->
Mai Aur Tum

Tum Aur Main

Yani Hum Dono

Aaj Raat Ko

Aik Dosre Ko

1 baja K Baad

Akele Mein


Miss calls denge ok :-)

This Lite Going Tym Is Brought To You By:

Radio Mirchi Fm
(suno,sunao,life banao)

Media Partner Ibm

Wild stone 4 men

New Vival Soap(khoobsurti ander se nikhare)

Happy Loadshading...=P;->