Bachay K0 Ghar Se

Bachay K0 Ghar Se
Bachay K0 Ghar Se Bahir Bhejte Huey
Aur Kisi K0 Miscall Marte Huey
Aik Hi Dar Rahta Hai??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
K0i CHUK Na Le...!!...;->
  

May, 14 2010     161 chars (2 sms)     3790 views       Funny

more Funny SMS Messages



Pappu mulk ko or k.e.s.c ko gusse mai yeh shair arz krta hai..

''''Karachi k Halat Dekh K Rota Hun,
.
.
.
.

Rat mai Chaddi pehen k Sota hun.. ;->
Teacher:
Bare hokr kiya bano gye?
Pathan:
Mera bap kehta hy jtna marzi parh, wo nahi ban sakta jo chahta hy.
Teacher:
Kiya banna chahty ho?
Pathan
"LADY DOCTOR"
yeh aaj ki khabar hai...hamaare news reporter ab ullu ke gaav gaye hai...unki khabar kal pata chalegi..

tab tak suniye ye gaanaa..

"ting tinnngg tintingggg
o ooohh ohh ohhh ohhhhch
aye saalaa, abhi abhi,
huaa yakeen........"
ladki wale hame ais


Ladki Wale: Hame Aisa Ladka Chahiye

Jo Kuch Khata-Pita Na Ho

Aur Kuch Ghalat Kaam Na Karta Ho



Pandit: Aisa Ladka Toh ICU K Emergency Ward Mei Mileyga.. ;->
A man inserted an ''ad'' in the classifieds: "Wife
wanted". Next day he received a hundred letters.
They all said the same thing: "You can have mine."
someone who thinks logically - is a nice contrast to the real world.


signs common in bihar trains -
aana free, jaana free. pakde gaye to khana free.
Height of Adab
Main sirf ye soch kr paper khali de ata hun
k kahin teacher ye na kahen
k agay sa jawab data hai . . . .:D

Boy: teri judai me neend urti hai, chain khota hai,
jaan jaati hai or dil rota hai…
.
.
Girl: doctor ko dikha le Q K
dengue virus bhi aise hi hota hai!.... ;->
Jitni Chahat Se Tumhain Dekha Hai

Itni Chahat Se Kuch Aur Nahi Dekha

Dekhne Do Apne Chehre Ko Jee Bhar Ker Humain

Muddat Hui In Aankhon Ne Koi BEGAIRAT Nahi Dekha ;->
Jab Usne Humse Taluq Tora Hum ß Usey keh Aaye .....

ßil ßatori NaasAAn çhorri Adi Mithi Adi korri am sory am sory
Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.
!!!... Dhamaka Offer ...!!!
Gutka, Man Poori, Paan Aur Ciggarate Istimal Karne Walon Ke Liye ""Man Poori Khao.. Naseeb Jagao Offer""

Bumper Prizes
1st Prize: Cancer
2nd Prize: Kidney Diease
3rd Prize: Lungs Disease

Iske Elawa Bee-Shumar Qeemti Beemariyan!!!

Yeh Scheme Mehdood Muddat Ke Liye Hai... Jaldi Kijiye!!! Kahin Govt. Band Na Laga Dey..
Jaldi Kijiye!!! Kahin Zindagi Lambi Na Hojai...

Har Gutke Ki Pudiya Par Mamooli Beemariyan Muft Haasil Karain

Kam Az Kam 2 Pudiyan Roozana Khane Wale Iss Scheme Main Shaamil Ho Sakte Hain...

Scheme Main Shaamil Hone Ke Liye... Aj Hi Qareebi Pan Ya Parchoon Ki Dukan Par Rabta Karain

Inaam Milne Ki Jaga: Qabristan

Mehman-e-Khusoosi: Malak-ul-Maut