College ki galyon main ajeeb khel hota hay... Class k bahanay dilon ka mail hota hay... Notes ke jagah love sale hota hay... Iss liye to PAPPU her sall fail hota hay...
''ALLAH AAP KI UMAR LAMBI KARE!
ALLAH AAP KO NAUKRI DE!
ALLAH AAP KO KHUSH RAKHE!
ALLAH AAP KI ROZI MAIN BARKAT DE!
YAAD HO GEYA?
CHAL PHIR KATORA UTHA OR SHOORU HO JA.''