Ek admi ki ammi ke NIC per beva likh diya gaya
woh admi gusse mein apne abba ke saath
Nadra ke office gaya
or pathan manager ko bola isse shahi karke do,
Pathan manager ne pistol nikali
Or uske abba ko mar diya
or bola yeh lo shahi ho gaya
wife:Suniye zara aap kitchen se garam masala le kar aaien
Husband:magar yahan to nahi ha
Wife:mujha pata tha apko nahin mila ge is liya main pehle ley aai thi