''Pagal Haathi ne chuonti ko tang kiya to chuonti seedhi Hathni ke pass gaee aur kaha Dekho behen apne shoher ko samjha lo warna MARD hamaray ghar main b hain...@''
Qayamat k din farishtoo nay sheets detay howay logo say kaha k apnay apnay gunah likho, jab sab likh chukay tu Tumhari awaaz aai Extra Sheet Please..!!