Ager Duniya Ko Kuch Kar Ke Dekhna HAi Tu Sunooo Meri Baat ...... Hathi Ke Upar Ulta Khara Ho KAr Photo Khihwao ab Photo Ko Ulta KAr Ke Duniya Ko Dikhayooo ...
World cup ke shekast k bad inzamam ko bv ne bazar say dahi lane ka kaha to inzamam ne logon k der say burka pehn lia .
burka pehn k Bazar puhuncha hi tha k ek urat ne us se pucha.Tum inzamam ho na?Us ne ghabra k kaha Nhi to Us urat ne kaha Ghabrao nhi Main Yunus Khan hon.