Hadees! Tum Me Se 1 Shakhs Gunah Karta Hai Aur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai, Phr Wo Toba-o-Astaghfar Krta To ALLAH TA'ALA use Muaf Kar Deta Hai!
Aap(S.A.W.W)Ne Yeh Irshad 2 Bar Frmaya, Phr Frmaya K Jub Tak Tum Toba-o-Astaghfar Se Na Uktao To ALLAH TA'ALA Muaf Karne Se Nahi Uktata." Tibrani
Har ibadaat hay meri yad e ali k saye me
kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me
Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye
har ghari rehta hun main nad e ali k saye me
Hazrat Muhammad (S.A.W.W.) Said “Jo Shakhs Dastar Khawaan Say Khanay K Giray Huy Tukray Utha Kar Khaay Gah Woh Khabi Tanag Das Nahi Ho Gah Uss Ki Olad Or Olad Ki Olaad Kaam Aqqli Say Mehfooz Rehti Hai Referenxe Adab-E-Taam.
Khazanay ki jo zeenat ho usay ALMAAS kehtay hain
Tamana pani ki hoti hay toe PYAAS kehtay hain
Jahan peety jain sub pani usy kehtay hain sub darya
Jo darya ko pilata hoo usay ABBAS (A.S) kehtay hain!
Aye Jhoot Ke Fatwoon Ki Dukan Kholne Wale
Farman-e-Payumber Ko Na Is Tarah Bhula De
Hum Matam-e-Shabbir Se Ruk Jain Gay Aye Dost
Shabbir-o-Shareeyat Main Zara Farq Bata De
"Ain" woh "Ain" k jis"Ain" say Ibadat ka saranjam hoa,
"Laam" woh "Laam" k jis "Laam" say ISLAM hoa,
"Ye" say Yawer hoay har ek mushkil mein,
SADQE Islam k kya khoob ALI naam hoa,