Office may Kaam hote hain...
Galtiyo ka sama hota hai....
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai....
Sardar : Was thinking .
Sardarni : Kya soch rahe ho?
Sardar : ye START TV walo ko pata kaise chalta hai
Sardarni :Kia?
Sardar : yehi k " Ap dekh Rahy hain STAR PLUS " !