Pathanon ne eid k baad 5 waqt namaz b saudia k sath parhne ka faisla kia hai...
Nai timings ye hongi
Fajr- Suba 8 bje
Zohr- Sepeher 4 bje
Asr- Sham 7 bje
Maghrib- Raat 10 bje(suraj gharoob hona shart nai)
Isha- Raat 1 bje
Arz Kia Hai :
Inhi Pathron Pay Chal Kr Agr A Sako Tu Ao ,
.
Inhi Pathron Pay Chal Kr Agr A Sako Tu Ao,
.
.
.
Ludi Hay Jamalo Pao , Ludi Hey Jamalo Pao;-)
Ek Line Mein Bahut Saari Kaali Chitiyan(Ants) Ja Rahi Hain...
Magar Un Mein Se Ek Chiti White Hai....
Aisa Kyun???
.
.
.
.
Kyunki Vo Chiti Vidhwa (Widow) Hai..