Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda
Pathan: hum ko shadi per Susral se BMW mila hy Friend: Lekin mene to tumhare ghar koi car nahi dekhi Pathan: Oye! BMW ka matlab hai.. “Bohat Mota Wife”
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->