Chehray pay ap k pyari si smile hai
Suna he k ap k pas bi mobil he Jis main msg ki moti si file hai
Magar ap msg nahi kartay
Ye kangusi hai ya ap ka styel hay.
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''