Husband: Allah ne tumhain
2 ankhain di hain..
chawal se pather nahi nikal
sakti???
Wife: Allah ne tumhain 32
dant diye hain 2-4pather nahi chaba sakte..!!!!
Sardar kay 8 bachon mein 1 alag dikhta thajab sardarni merny lagi to sardar ny poocha :
"Ab to bata do ye kiska hai?
sardarni: "Ye hi to aap ka hay!";-).