Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
Police Constable to his SOn: "Tumhara result acha Nahi aya, aj se Sara Khelna ,Baher jana Or T.v BAND"
Son: " Yeh 100 ruppee Pakro orr Mamla khatam karu "