Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka khayal aaya hoga...
Maine ap ko khwab main dekha
Aap hooron k darmian they
Maine ALLAH se poocha
Is ko kis naiki ki jaza mili hai
Jawab aya: Isko jaza nahi...
Hooron ko saza mili hai..
kanjos ki zindagi kia jeena.
kabhi humari tarah b jiya karo.
roz mere sms par kar sharam nai aati.
kabi khud b sms kiya karo.
..
.....
......
.....
...
ab to kar do sms...