Viraanay mai Dya Jalanay se kya Hoga Bujhi Hoi Raakh mai Aag Jalanay se kya Hoga Aapko Qabz hai isilye Pressure Nahi Aata Ab Bewajah Zore Laganay se Kya Hoga
kanjos ki zindagi kia jeena.
kabhi humari tarah b jiya karo.
roz mere sms par kar sharam nai aati.
kabi khud b sms kiya karo.
..
.....
......
.....
...
ab to kar do sms...
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka khayal aaya hoga...