Viraanay mai Dya Jalanay se kya Hoga Bujhi Hoi Raakh mai Aag Jalanay se kya Hoga Aapko Qabz hai isilye Pressure Nahi Aata Ab Bewajah Zore Laganay se Kya Hoga
sham hote hii ye dil udaas hota hai
toote khwaboo ke siwa kush na pass hota hai
tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
bandar jab koi ass paas hota hai.
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo
Kya aap jaante hain k dunya mai sab se intelligent kon hai???
.
.
.
.
.
.
.
.
zahir hai aap
.
.
.
.
.
.
.
to ho nai sakte
.
.
.
.
.
.
.
to phir
.
.
.
.
.
.
.
MAI HUN